Aarti

OM JAI JAGDISH HARE

Om jai Jagdish hare
Swami jai Jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan men door kare
Om jai Jagdish hare

Jo dhiave phal pave
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave
Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka
Om jai Jagdish hare

Mat pita tum mere
Sharan padun main kiski
Swami sharan padun mein kiski
Tum bin aur na dooja
Prabhu bin aur na dooja
Aas karun mein jiski
Om jai Jagdish hare

Tum puran Parmatama
Tum Antaryaami
Swami tum Antaryaami
Par Brahm Parmeshwar
Par Brahm Parmeshwar
Tum sabke swami
Om jai Jagdish hare

Tum karuna ke sagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Mein murakh khalkhami
Mein sevak tum swami
Kripa karo Bharta
Om jai Jagdish hare

Tum ho ek agochar
Sab ke pranpati
Swami sab ke pranpati
Kis vidhi milun Dayamaya
Kis vidhi milun Dayamaya
Tum ko mein kumti
Om jai Jagdish hare

Deen bandhu dukh harta
Thakur tum mere
Swami Rakshak tum mere
Karuna hast badhaao
Apni sharani lagao
Dwar pada mein tere
Om jai Jagdish hare

Vishay vikar mitaao
Paap haro Deva
Swami kashat haro Deva
Shradha bhakti badaao
Shradha prem badaao
Santan ki sevaa
Om jai Jagdish hare

Tan man dhan sab
kuchh hai tera
Swami sab kuchh hai tera
Tera tujhko arpan,
kya laage mera
Om jai Jagdish hare

Om jai Jagdish hare
Swami jai Jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan men door kare
Om jai Jagdish hare

Karpur gauram karunaa avataaram,
Sansaar saaram bhujgendra haaram,
Sadaa vasantamhridayaarvinde,
Bhavam Bhavaani sahitam namaami

Mangalam Bhagawaan Vishnu
Mangalam Garuda Dhwaja
Mangalam Pundari Kaaksha
Mangalaaya Tanno Hari

Sarva Mangala Maangalye
Shive Sarvaatha Saadhike
Sharanye Trayambake Gauri
Naaraayani Namastute

Twamev maata cha pitta twamev,
Twamev bandhu cha sakha twamev
Twamev vidyya dravinam twamev,
Twamev sarvam mum dev dev

Kayena vacha manas-endriyair vaa

Budhi atmanava prakriteh svabhavaat

Karomi yad yad sakalam parasmai

Narayanaa-yeti samarampeyaami


Sashankh chakram sakireet kundalam,
Sapeet vastram sarasi runekshanam
Sahar vaksh sthal kaustubhashriyam,
Namami Vishnum sirasa chaturbhujam

Vanshi vibhushit karaan navaniradabhaat
Pitambara-darun bimb phaladharo-shthat,
Purnendu sunder mukhaadar bimb-netraat
Krishnat- param kimpai tatvamaham na jaane

Apraadh sahasatraani kriayate ahanirsham mayya

Daasoayamiti maam matva kshamsav parmeshvarm

Jaikaras - Glorys

Boal (as in Goal) Krishan Kanhaiyya Laal ki Jai
Shree Giri - Raj Dharn ki Jai
Shree Ayodhya - Naath ki Jai
Shree Ram Chander Bhagwan ki Jai
Shree venkateshwara Bala ji Bhagwan ki Jai
Shree Pavan Sut Hanuman ki Jai
Shree Mad Jagat Guru Shankeracharya ki Jai
Acharaya Shree Maha - Prabhu ki Jai
Gosaign ji param dayaaalu ki Jai
Yamune Maharani ki Jai
Ambe Maat ki Jai
Shree Jalaa Ram Baba ki Jai
Satya Sanaatan Dharm ki Jai
Shree Geeta Bhawan ki Jai
Apane Apane Guru Dev ki Jai
Aaj ke Aanand ki Jai
Om Namah parvati pataye har har mahadev

 



Click To Print This Page